Hindi Classroom:Hindi Conversation Personal

Hindi Conversation

Talking about School

Talking About School - Conversation In Hindi Tutorial Talking About School – Conversation In Hindi Tutorial –  is based around developing skills in talking about school in Hindi. It consists of typical questions asked to enquire about someone and response that would normally be given in English, Hindi (Roman) and Hindi (Devnagri).
Question Response
Do you go to school? Kya aap school jaate ho? क्या आप स्कूल जाते हो? Yes, I do. Haan, mai jaataa hoon. हाँ, मै स्कूल जाता हू।
What’s the name of your school? Aapke vidyalay kaa naam kya hai? आप के विद्यालय का नाम क्या है? XYZ school. XYZ school षयश स्कूल्
Where is your school located? Aap kii pathshala kahaan par hai? आप् की पाठशाला कहाँ पर है? It’s on Campbell road in –city– state– Yah —city–state mein campbell road par hai. यह् —-शहर् –राज्य में कैम्प् बेल् रोड् पर है।
Do you commute daily to school from your home? Kya aap school roz ghar se jaate ho? क्या आप स्कूल रोज् घर से जाते हो? Yes, I commute daily in school bus. Haan, mai roz school bus ke jariye jaataa hoon. हाँ, मै रोज् स्कूल बस के जरीये जाता हूँ।
How far is your school from your house? Ghar se school kitnee duur hai? घर से स्कूल कितनी दूर है? It’s about 6 kms. Yeh lagbhag cheh kilometer hai. यह लगभग छः किलोमिटर् है।
Which class you are studying now? Aap kis kaksha mein padhate ho? आप किस कक्षा में पढते हो? I’m studying in 5th standard. Mai paanchavi kaksha mein padhataa hoon. मै पाँचवी कक्षा में पढता हूँ।

Vocabulary

school – school, paathshala, vidyaalay daily – roz far, distance – duur, duuri house – ghar to study – padhana about – lagbhag class, standard – kaksha fifth – paanchavi

Talking About Birthday

Speak hindi Talking About Birthday - Conversation In Hindi Tutorial Talking About Birthday – Conversation In Hindi Tutorial –  is based around developing skills in talking about birthday in Hindi. It consists of typical questions asked to enquire about someone and response that would normally be given in English, Hindi (Roman) and Hindi (Devnagri).
Question Response
When is your birthday? Aap kaa janm din kab hai? आप का जन्म दिन कब है? My birthday is on 31st day of this month. Mera janm din is mahine ke ek-tees-vey din hai. मेरा जन्म दिन इस महिने के एक तीस्वें दिन है।
Happy birthday to you. Janm din mubarak ho. जन्म दिन मुबारक हो। Thank you. Dhanyavaad. धन्यवाद्।
How old are you now. Aap kitane vars ke ho gaye? आप कितने वर्ष के हो गये? I am 15 years old now. Mai pandrah vars kaa hoon. मै पन्द्रह वर्ष् का हूँ।
Are you planning a birthday party? Kya aap janm din utsav manaa rahe hai? क्या आप जन्म दिन उत्सव् मना रहे हैं? Yes, I am planning to have a birthday party at our home. Haan, mai apne ghar par janm din manaane kaa yojana banaa rahaa hoon. हाँ, मै अपने घर पर जन्म दिन मनाने कि योजना बना रहा हूँ।
Who are you inviting for that party? Us utsav mein kin-ko bulaa rahe ho? उस उत्सव में किन को बुला रहे हो? I am inviting all my friends. mai apne sabhi doston ko nimantran de rahaa hoo. मैं अपने सभी दोस्तों को निमन्त्रण दे रहा हूँ।
God bless you. Wish you a very happy bithday on 31st. Ishwar aap par kripa kare. Ek-tees ko aapke bahut khushi-purn janm din ki shubh kamanaaye. ईश्वर आप पर कृपा करे। एकतीस् को आप के बहुत खुशी-पूर्ण जन्म दिन की शुभ् कामनायें। Thank you. Dhanyavaad. धन्यवाद्।

Vocabulary

birthaday – janm din 31st – ek-tees-vaan month – mahinaa to invite – bulaanaa, nimantran dena to plan – yojanaa banaanaa year – vars God bless you – Ishwar aap par kripa kare to wish – shubh-kaamanaa dena happy – khush, khushi-purn

Talking About Birthday Tutorial

Talking About Birthday - Conversation In Hindi Tutorial Talking About Birthday – Conversation In Hindi Tutorial –  is based around developing skills in talking about birthday in Hindi. It consists of typical questions asked to enquire about someone and response that would normally be given in English, Hindi (Roman) and Hindi (Devnagri).

Discussing Birthday

Question Response
When is your birthday? Aap kaa janm din kab hai? आप का जन्म दिन कब है? My birthday is on 31st day of this month. Mera janm din is mahine ke ek-tees-vey din hai. मेरा जन्म दिन इस महिने के एक तीस्वें दिन है।
Happy birthday to you. Janm din mubarak ho. जन्म दिन मुबारक हो। Thank you. Dhanyavaad. धन्यवाद्।
How old are you now. Aap kitane vars ke ho gaye? आप कितने वर्ष के हो गये? I am 15 years old now. Mai pandrah vars kaa hoon. मै पन्द्रह वर्ष् का हूँ।
Are you planning a birthday party? Kya aap janm din utsav manaa rahe hai? क्या आप जन्म दिन उत्सव् मना रहे हैं? Yes, I am planning to have a birthday party at our home. Haan, mai apne ghar par janm din manaane kaa yojana banaa rahaa hoon. हाँ, मै अपने घर पर जन्म दिन मनाने कि योजना बना रहा हूँ।
Who are you inviting for that party? Us utsav mein kin-ko bulaa rahe ho? उस उत्सव में किन को बुला रहे हो? I am inviting all my friends. mai apne sabhi doston ko nimantran de rahaa hoo. मैं अपने सभी दोस्तों को निमन्त्रण दे रहा हूँ।
God bless you. Wish you a very happy bithday on 31st. Ishwar aap par kripa kare. Ek-tees ko aapke bahut khushi-purn janm din ki shubh kamanaaye. ईश्वर आप पर कृपा करे। एकतीस् को आप के बहुत खुशी-पूर्ण जन्म दिन की शुभ् कामनायें। Thank you. Dhanyavaad. धन्यवाद्।

Vocabulary

birthaday – janm din 31st – ek-tees-vaan month – mahinaa to invite – bulaanaa, nimantran dena to plan – yojanaa banaanaa year – vars God bless you – Ishwar aap par kripa kare to wish – shubh-kaamanaa dena happy – khush, khushi-purn

Talking about Pets

Talking About Pets - Conversation In Hindi Tutorial Talking About Pets – Conversation In Hindi Tutorial –  is based around developing skills in talking about pets in Hindi. It consists of typical questions asked to enquire about someone and response that would normally be given in English, Hindi (Roman) and Hindi (Devnagri).

Talking About Pets In Hindi

Question Response
Do you like pets? Kya aapko paalatu jeev pasand hai? क्या आप को पालतू जीव पसन्द हैं? Yes, I do like pets. Haan, mai paalatu jeev pasand karata (f. karatee) hoon. हाँ, मैं पालतू जीव पसन्द करता हूँ।
Do you have a pet? Kya aapke paas koi paalatu jeev hai? क्या आप के पास कोइ पालतू जीव है? Yes, I have a parrot. Haan, mere paas ek tota hai. हाँ मेरे पास एक तोता है।
What name you have given to him/her? Aap ne usko kya naam diya hai? आप ने उसको क्या नाम दिया है? I call him ‘Copy-cat’. Mai usko ‘Copy-cat’ kahataa (f.kahatee) hoon. मैं उसको ‘कापी-कैट्’ कहता हूँ।
Why so? Aisaa kyon? ऐसा क्यों? Because he copies other’s talk. kyon-ki vah doosare ki baat-cheet ki nakal karataa hai. क्योंकि वह दूसरे की बात्-चीत की नकल करता है।
What do you feed him? Aap usay khane ke liye kya dete ho? आप उसे खाने के लिये क्या देते हो? Some chopped fruits and bread. Kuchh katay huye phal aur roti. कुछ कटे हुये फल और रोटी।
Do you feel happy taking care of your pet? Kya aap apne paalatu tota ki dekh-bhaal karke khush hotay ho? क्या आप अपने पालतू तोता की देखभाल करके खुश होते हो? Yes, I feel good. Haan, mujhe achchhaa lagataa hai. हाँ, मुझे अच्छा लगता है।

Vocabulary

pet, pets – paalatu jeev to like – pasand karanaa parrot – tota talk – baatcheet taking care – dekh bhaal karanaa to feel good – achchhaa laganaa

Talking about movies

Talking About Movies - Conversation In Hindi Tutorial Talking About Movies – Conversation In Hindi Tutorial –  is based around developing skills in talking about cinema in Hindi. It consists of typical questions asked to enquire about someone and response that would normally be given in English, Hindi (Roman) and Hindi (Devnagri).
Question Response
Do you like watching movies? Kya aapko cinema dekhanaa pasand hai? क्या आप को सिनेमा देखना पसन्द है? Yes, I do like watching movies. Haan, mai cinema dekhanaa pasand karata (f. karatee) hoon. हाँ, मैं सिनेमा देखना पसन्द करता हूँ।
When do you prefer to watch a movie? Aap cinema kab dekhanaa pasand karate hai? आप सिनेमा कब देखना पसन्द करते हैं? I prefer to watch in the afternoon. mai do-pahar-baad dekhanaa jyaada pasand karataa hoon. मैं दोपहर्-बाद देखना ज्यादा पसन्द करता हूँ।
Do you prefer to watch in a movie-hall or on your home theatre system? Aap cinema-hall mein dekhana jyaada pasand karate hai yaa apnay home-theatre-system par? आप सिनेमा हाल में देखना ज्याद पसन्द करते हैं, या अपने होम्-थिएटर पर्? I prefer to watch in a movie hall. Mai cinema-hall mein dekhanaa jyaadaa pasand karataa (f.karatee) hoon. मै सिनेमा हाल में देखना ज्यादा पसन्द करता हूँ।
Why so? Aisaa kyon? ऐसा क्यों? I enjoy it more there. mujhe vahaan jyaadaa mazaa aataa hai. मुझे वहाँ ज्यादा मजा आता है।
Any other reason? Aur koi kaaran? और कोई कारण्? My friends can join me there. Mere dost vahaan mil sakate hai. मेरे दोस्त वहाँ मिल सकते हैं।
Without disturbing anyone in the family. Parivaar mein kisi ko paresaan kiye binaa. परिवार में किसी को परेशान किये बिना? Yes, that too. Haan, vah bhi. हाँ, वह भी।

Vocabulary

watching movies – cinema dekhanaa to like – pasand karanaa afternoon – do pahar baad enjoy – mazaa reason – kaaran family – parivaar to disturb – paresaan karanaa]]>

Scroll to Top